शुक्रवार, 16 सितंबर 2016

Number System ( संख्या पद्धति )

Types of number 

Natural Number(Prakrit Sankhya)-   Ginti ki sankhya ko  prakrit sankhya ya natural number kahte hain. Ex. -1,2,3,4,5,6, 7, 8,9...

☆ Sabse chhoti prakrit sankhya 1 aur sabse badi prakrit sankhya nikalna possible  nahi hain. 

Whole Number( पूंणॆ संख्या ) - Natural number ya prakrit sankhya me 0 ank ko milane se bani sankhya family ko , Whole number kahte hain. Example - 0 , 1, 2, 3, 4, 5 ,6 ,7 ,8 ,9..... 


☆ Sabse chhoti whole number 0 hain aur sabse badi whole number nikalna Sambhav possible nahi hain.


Odd Number ( सम संख्या ) -  Waisi natural number ya prakrit sankhya jo 2 se pura ka pura divide  ho jaaye, ya 2 se pura bhaag lag jaye.  odd number kahlati hain.  Example - 2, 4, 6, 8, 10..... 
  
  Note; odd number ke ekaai ank ke ashthan (place ) par 0, 2, 4, 6, 8 aate hain. 

Even Number (विषम संख्या ) -  Waisi natural number ya prakrit sankhya jo 2 se pura ka pura divide na ho , ya 2 se bhaag dene par kuchh shesh rah jaaye, Even Number ya Visham sankhya  kahlati hain. Ex- 1, 3, 5, 7, 9, 11, 13, 15,.....

 Note; even number ya visham sankhya ke ekaai ank ke ashthan (place) par 1, 3, 5, 7, 9 aate hain.  

 Composite Number ( भाज्य संख्या ) - Waisi natural numbers ya prakrit sankhyaye ,  Jo 1 aur khud ke siwa kisi bhi dusari  sankhya se divide  ho , composite number kahlati hain. 
Ex. - 4, 6, 8, 9, 10, 12, 14... 

 Prime Number ( अभाज्य संख्या )- 
1 se badi waisi prakrit sankhya ( Natural Number ) jo 1 aur khud ke siva kisi bhi dusari sankhya se pura ka pura divide na ho ,  prime number kahlati hain. 
Ex.- 2, 3, 5, 7, 11, 13, 17, 19, 23, 29, 31, 37, 41, 43, 47, 53, 59, 61, 67, 71, 73, 79, 83, 89, 97. 

 Note -  1 se 100 tak ki ye 25 Prime numbers hain. 

Co-prime numbers (सह- अभाज्य संख्या ) -  
Jin do natural numbers ka highest common factor (HCF) 1 ho ,  to woh dono sankhyaye (numbers) co-prime numbers kahlati hain. 
Ex - 4-5, 5-7, 4-9, 12-13, 1-5 etc. 

Note -  Do kramagat prakrit sankhaye sah-abhajya hoti hain.  

 Integer Number ( पूणांकॆ संख्या ) -  

 Waisi prakrit sankhya jiske sabhi gunankhandon  ( Factor) 
  ka yog (addition ) sankhya maan se duguna ho ,  Integer numbers kahlati hain.  
Example - 6, 28 ( note; 1 se 100 ke bich do hi purna sankhya ) 

6 ke gunankhand (factor) ka yog = 1+2+3+6 = 12
28 ke gunankhand ka yog = 1+2+4+7+14+28 = 56

1 टिप्पणी: