शुक्रवार, 16 सितंबर 2016

Number System ( संख्या पद्धति )

Types of number 

Natural Number(Prakrit Sankhya)-   Ginti ki sankhya ko  prakrit sankhya ya natural number kahte hain. Ex. -1,2,3,4,5,6, 7, 8,9...

☆ Sabse chhoti prakrit sankhya 1 aur sabse badi prakrit sankhya nikalna possible  nahi hain. 

Whole Number( पूंणॆ संख्या ) - Natural number ya prakrit sankhya me 0 ank ko milane se bani sankhya family ko , Whole number kahte hain. Example - 0 , 1, 2, 3, 4, 5 ,6 ,7 ,8 ,9..... 


☆ Sabse chhoti whole number 0 hain aur sabse badi whole number nikalna Sambhav possible nahi hain.


Odd Number ( सम संख्या ) -  Waisi natural number ya prakrit sankhya jo 2 se pura ka pura divide  ho jaaye, ya 2 se pura bhaag lag jaye.  odd number kahlati hain.  Example - 2, 4, 6, 8, 10..... 
  
  Note; odd number ke ekaai ank ke ashthan (place ) par 0, 2, 4, 6, 8 aate hain. 

Even Number (विषम संख्या ) -  Waisi natural number ya prakrit sankhya jo 2 se pura ka pura divide na ho , ya 2 se bhaag dene par kuchh shesh rah jaaye, Even Number ya Visham sankhya  kahlati hain. Ex- 1, 3, 5, 7, 9, 11, 13, 15,.....

 Note; even number ya visham sankhya ke ekaai ank ke ashthan (place) par 1, 3, 5, 7, 9 aate hain.  

 Composite Number ( भाज्य संख्या ) - Waisi natural numbers ya prakrit sankhyaye ,  Jo 1 aur khud ke siwa kisi bhi dusari  sankhya se divide  ho , composite number kahlati hain. 
Ex. - 4, 6, 8, 9, 10, 12, 14... 

 Prime Number ( अभाज्य संख्या )- 
1 se badi waisi prakrit sankhya ( Natural Number ) jo 1 aur khud ke siva kisi bhi dusari sankhya se pura ka pura divide na ho ,  prime number kahlati hain. 
Ex.- 2, 3, 5, 7, 11, 13, 17, 19, 23, 29, 31, 37, 41, 43, 47, 53, 59, 61, 67, 71, 73, 79, 83, 89, 97. 

 Note -  1 se 100 tak ki ye 25 Prime numbers hain. 

Co-prime numbers (सह- अभाज्य संख्या ) -  
Jin do natural numbers ka highest common factor (HCF) 1 ho ,  to woh dono sankhyaye (numbers) co-prime numbers kahlati hain. 
Ex - 4-5, 5-7, 4-9, 12-13, 1-5 etc. 

Note -  Do kramagat prakrit sankhaye sah-abhajya hoti hain.  

 Integer Number ( पूणांकॆ संख्या ) -  

 Waisi prakrit sankhya jiske sabhi gunankhandon  ( Factor) 
  ka yog (addition ) sankhya maan se duguna ho ,  Integer numbers kahlati hain.  
Example - 6, 28 ( note; 1 se 100 ke bich do hi purna sankhya ) 

6 ke gunankhand (factor) ka yog = 1+2+3+6 = 12
28 ke gunankhand ka yog = 1+2+4+7+14+28 = 56

बुधवार, 14 सितंबर 2016

Abhinandan

Jay shree ganesh....
     Aap sabhi hindi  medium ke bachcho ke help ke liye.. yah

Blog banai gai hain....!!!! Jo students technical subjects me apni pakad... strong karna chahte hain...!! ye blog unhi students ki jaroorton ko dhyan me rakh kar banai gain..!! I hope.. ye blog hindi medium ke students ke liye helpful sabit hogi ..!!! Thank you.